What is Pinterest in Hindi (Pinterest kya ha aur aise kaise use karte ha)
Internet ka istmal aj har koi kar rha ha, jisme ham socil sites jaise ki whatsapp, Facebook, twitter,Instagram aur tiktok use karte han. But hame bhut kam logo ko pata ki kuch aise bhi sites ha jo hamere bhut kam ati ha. Jinme se Pinterest bhi ek ha.
what is Pinterest:
Pintertest ek dusri sites ki tarh hi social site ha. Isme bhi dusre sites ki trh search engine hota ha. but isme ham sirf Visual Elements jaise ki Image, videos, and GIF jaise file share kar skate han.
yah duniya ke sabse bade Visual Elements social network me se ek ha.Jisme koi bhi user image ,video ko share kar skata ha.
Iske ilaba bhut sare user pinterest ka Ideas ke ly bhi use karte han.jinke pas nye project hote han yah fir koi nya project hota ha ye unke lye Idea dekhne ke ly acha ha. App pinterest ko ek web pin board ki tarh bhi dekh sakte han.Kyuki colage me ek infomation ko dikhane ke lye kisi page ya image ko pin se board par chipkya jata ha. ise tarh aap Pinterest me organize tarike se image ko board me create kar ke pin kar sakte ho.
Pinterest ek Bookmarking Tool
Pinterest ek Bookmarking Tool bhi ha,jo log pinterest par paye gye images ko alg alg board me pin karte han ye pin clickbel hote han. jiska matlb jaise hi ham us image par click karte hn bha par ek nya tab shuru ho jata ha, jisme us image ke bare me infomation hoti ha.
Pinterest ek social media site ha jisme app like comment aur shar ekar skate han aur ek dusre ko parsnol msg bhi kar skate ho. so app smj chuke hoge ki Pinterest kya ha? to Ab ham jante ha ki Pinterest par account kaise bnye
SIGNUP PINTEREST
How to create Pinterest Account in Hindi
- sabse phle app Pinterest par click kare aur signUp par jjaye
- App facebook ke jayreye apna account create kr sakte han ya phir email is me se bhi account bna skte han.
- Ab continue with email par click kare
- Abb apna email id enter kijiye aur niche next par click kijye
- Iske bad pinterest password type kijiye aur next par click kijye
- Ab apni age select kijeye aur name bhi edit kar sakte han uske bad Done par click kare
- Ab apko yah par Gender ko select karna hoga aur uske bad Done par click kro.
- Ab apko kafi tarh ki catagory dikh rahi hogi aur unme se apni catagory select kr leni ha aur done par click pr click karna ha
- so apka account create hogea ha, aur ham ab ise use karne ke bare me jante ha.
0 Comments