How to create twitter account in hindi
Dosto ajkl ham sab internet use karte han aur internet par ham kafi sari social sites ko use karte han jinme se Facebook, Instagram, Twitter, Google plus han. Inme se Twitter ek ha aur Twitter kuch log kam use karte jab facebook jyada use hoti ha. Dosto aaj ham sikhe ki Twitter par account kaise create karte han.
How to create Twitter Account in hindi ( Twitter par Account kaise bnea)
- Accont bnanane ke liye sabse phale apne internet browser ko open kare aur search bar me twitter dal kar entere kare apke smne jo result ayega usme se Twitter ke official site me jaye. Twitter-signup
- Ab apko right side me twitter ka sign up button dikhega aur us par click kare.
- Ab apke smne ek signUp page kholega jisme apko puchi gye detail bharni hogi.
- Sabse phle apko apna full name enter karna hoga.
- uske bad Email adress ya phir phone number enter kare.
- Agle box apko password ener karna hoga app jo bhi apne twitter account ka password rahhna chahte han wo wnter kare.
- Ab tik mar bale chite se box me click kar le aur shai ka nishan kar de.
- Aur signup par click kare
- Agar apne phone number enter kiya ha to apke number par ek confomation code ayega jisko dal kar apko apne number ki varification karni hogi. agar apko kisi karn code nhi ayea ha to ap Resend par click kar sakte ya phir apse mob number galat enter ho gya ha to no edit par click kar sakte han.
- Apna varifiy code enter karne ke bad varifiy button par click kare ab apka no varifiy ho jayega.
- Agar apne Email Address enter kya tha to apke inbox me twitter ki tarf se ek email aye ha. apne email inbox me jaye aur twitter ki aur se aye huye mail ko open kare usme email varifiy ka optin milega os par click kare jisse apka email varifiy ho jayega.
- Next page me apko apna username choise karna hoga apka jo user name hoga bo ek Twitter ka url hoga jisse apko search kiya jayega. Jo bhi user name rakhna ha wo kisi aur ka nhi hi\ona chahiye apna ek uniqke username enter kare iske bad Next button par click kare. agar ap chahe to ye user name bad me change bhi kar sakte aur bad set bhi kar sakte han bad me karne ke liye ap skip par bhi click ar sakte han.
- Ab apke samne jo page open hoga usme letsGo par click kare.
- Dosto apka Twitter Acoount create ho chuka ha aur app apne kisi bhi dost ko follow kar sakte han ya phir skip bhi kar sakte han.
- Ap apni profile me jakar apni profile pic pga sakte han aur jo bhiinfomation ha bo dal sakte han.
How to use Twitter ( Twitter ko use kaise kiya jata ha)
Dosto Twitter ek aisi social site jo ki sbhi site se alag ha. User ki Id ko ko twit Handle bhi bola ha. kyuki isme ek dusre ko twitter hote han. Twitter me kaisi ko ko bhi follow kar sakte han aur hame bhi koi bhi follow kar sakta ha. ham ek dusre ke sath follow se hi add hote han aur koi hi option nhi ha.
Twitter par Twit karane ke liye hame kuch limit word milte han ham utne hi word likh kar twitt kar sakte han. aur sath me hame bht sare aur photo upload, video upload,stickers aur emoji bhi mil jate han. Agar ham kisi ko koi leker twit kar rahe han ya phir kisi ko kuch kahna chahte han to hame use mation karna hoga exmple: @user123 Namste.
Iske ilaba ham ispe direct massage bhi kar sakte han. video photos bhi send kar sakte han.
0 Comments