How to Merge Facebook page
Dosto ham facebook par ek se zyada page bna lete han kai bar hamse intne page manage nhi hote to ham sochte han ki faltu pages ko delete kar de aur ek page hi page rakh le jo ham daily chalate han. ya fir faltu ke pages par kam karna chod dete han. To aise me hamare bnea hua page par jo likes hote hn bo bhut hi important hote hn kyuki page par likes lane ke liye kafi mahnt lagti lagti ha. to page bnd hone ke karn hamere jo likers hote han bo bhi hath se mikl jate han. To aise me ham in extra pages ko Merge kar skte hn. yani ki do Pages ko ek page me badal sakte han. To ajhm is artical me bat karege ki Facebook page ko kaise merge kiya jata ha.
Facebook Page Merge karne ke Rule:
1.Page merge karne ke liye apko dono pages ka admin hona jaruri ha. Agar nhi han to pahle page setting me jakar page ke admin ban jaye.2.page merge karne ke liye page names aur other structure same hona chahiye.
3. Agar so pages ko merge karna chahte han to do pages ki catagory, location, phone number, description sabi same kar de.
4. Page merge karne se apka ek page rah jayega aur dusra page unpublised ho jayega.
5. Agar apne facebook rules ko follow nhi kiya to apka page unpublised yaphir delete ho skta ha.
Facebook Page Merge karne ke banifit:
>Facebook page merge karne ka sabse bda fayeda yhi ha ki ham do pages ke like ek pages dal skte han.>Fb page merge karne se apke jaise ki ek page me to 1500 like han aur dusre page me apke 2000 page like hn to agar aap in pages ko merge kar dege to ek page me 3500 like ho jyega.
>Agla fayeda ye ki aap ek page ko ache tarike se manage kar payege. Jisse apka page aur grouth karega.
>Fb page merge se apko agar koi post share karni ha to ek page me hi karne padegi. jaise aap ek bloger han ya youtuber han to ap apni videos ka link share karte hn to apko ek hi bar share karna padega.
>Agla fayeda ha, agar apke pas do facebook account han to aap ek account band karna chate han aur us account me kai page bna hua ha, to usko aap merge kar skte hn.
0 Comments