Vivo V11 launched in India
chines company ne apna nya smartphone Vivo V11 pro India me launch kiya ha. iske phle company ne apna Vivo V11 launch kiya tha ye dono devices same hi ha. compnay Vivo V11 Pro ko tiny notch display k e sath launch kiya ha jise company Halo display bulati ha.
Specifications Vivo V11 Pro
Vivo V11 Pro me 6.11 inch ki Amoled halo display di gye ha jo ki Full HD+ (2340*1080 pixels) 19.5:9 aspect Ratio ke sth ati ha. Company ne phli var apni V-series me display me Fingerprint sensor offer kiya ha. Agar ham processor ki bat kare to isme 14nm Qualcomm snapdragon 660 processor diya ha. iske ilava isme Adreno 512 GPU ha.
ye smartphone me 6GB RAM aur 64 GB storege ati ha. jise ham microSD card ke sath 256 GB tk bda sakte hn. Device me Android Oreo 8.1 Funtouch OS 4.5 out of the box mil rha ha. Agar ham camera ki bat kare to isme 12MP + 5MP ka Dual Rear camera mil rha ha jiska aperture mode 1.8f & 2.4f ha. selfies ke liye isme 25MP ka Front camera diya gya ha. Device me 3400mAh ki non-removable Battery di gye ha. jo ki 9v/2A ka fast charging support karti ha.
Conctivity ke liye isme 4G VoLTE , WiFi , Bluetooth 5.0 , GPS , 3.5 audio jack and micro USB 2.0 port ha.
Vivo V11 Pro starry night and Dazzling Gold colors me ata ha. Jiska price ha Rs 25,999 ye smartphone Amazon india aur vivo stores me milega.
0 Comments